How does an Electric Vehicle work? (In Hindi) | What is an Electric Vehicle made of?

2019/11/04 に公開
視聴回数 5,877
0
0
Previous Video:https://youtu.be/ENfrJyodO2o

Ham is Video mein dekhenge ki Electric Vehicle kaise kaam karti hai.
Isme sirf AC se DC aur DC se AC electrical energy ka conversion hota hai. Yakin nahi hota?

Sirf motor, motor controller aur Battery ke alaava EV ke andar 3 aur systems maujood hain jo hain
1. Electric Vehicle Charger
2. Battery management system
3. Auxiliary System
Ham in sabhi systems k bareme vistar se yahaan dekh sakate hain aur unaka mahatv jaan sakate hain.
Ummid hai apko Ye video pasand ayega